Sach Keh Raha Hai Deewana Lyrics

About The Film

SINGERS : KK

LYRICIST : Sameer

 

Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisise lagana, joothe hai pyaar ke vaade sarein, jhoothi hai pyaar ki kasmein, maine har lamha jise chaha, jise pooja. usine yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chodaaaaaaa Sach keh raha hai deewana mausam mausam tha suhana bada, mausam mausam maine dekha use, hua main pagal bas palbhar main….. aake basi hai wo mere maan main, uski kami hai ab jeevan main, woh dur hai meri najrose, kyun use main chahuuuuu Sach keh raha hai deewana, dil dil na kisise lagana, joothe hai pyaar ke vaade sarein, jhoothi hai pyaar ki kasmein, maine har lamha jise chaha, jise pooja.. usine yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chodaaaaaaa…